Top Ad unit 728 × 90

Recent Post,s

recent post

Itel it5231 Password Lock Remove Without Box Miracle Crak

Hello friends mai hu sahil,

Aaj lekar aya hu aapke liye itel ka it5231 mobile ka lock kaise todna hai uska tarika mai aaj aapko bataunga dosto itel ka keypad vala phone hai isme lock lag jata hai jaise ki lock do prakar hai ek jo security lock lag jata jaise 1 ya 2 minute ke bad aapka phon ka lit band hojane ke bad lock kholne ki koshis karte hai to lock patat hai usme bata hi ki password dalne ke liy bolta hai dusra o lock hota hai phon on karte hai tab lock batata hai tabhi pasword dalne ke liy batata hai koi koi lock bhul jata hai kisiko pata nahi hota aise ham iska lock kholne ki liye ek tool ka hona jaruri hai o hai miracle box 2.58 isse aap koi bhi mobile ka lock kole sakte hai.


Miracle box 2.58 kya hai aur kaise use kare

Miracle box ek ye tool typ hai isse aap koi bhi mobile ko repair kar sakte hai jaise ki mobile agar hang hota hai to usko flash karne ke liye ye tool kam ata hai aur kisi ka mobile lock hota hai to lock kholne ke kam ata hai ye miracle box vaisa iske pris bohat 8 9k me mil jata hai but ham bina paise kharch kiye is tool ko use kar sakte hai without box ke box jarurt bhi nai padti.
Use karne ke liye aapko sabse pahle aapko mobile ka cpu chek karna hota hai ki module konsa hai jaise spd hota hai,mtk hota Aur qualcomm bhi hota hai koi selct karne ke bad aapko boot select karna hota hai jaise mt6572,spd7721 aisa boot ky hota hai isme koi select karna hai fir aapko problem dekhna hai ki kya hai agar mobile ki jankari chate ho to read info pe click karke start botton ok dena hai fir mobile boot ky ko dabana hai volume up ya down koi bhi ho sakti har koi mobile ki boot key alg hoti hai boot key press karke usb data cable ko insert kar dena mobile fir aapka sara data aapko screen pe dikai dega aise us karna hai.

Itel it5231 Password Lock Remove Kaise Kare 

Itel ke it5231 ke module mobile phone lock laga hai jaise hi ham mobile ko on karte hai to mobile me pasword dalne ke liy batata hai to chaliye kaisa karana hai o jan lete hai.
Sabse pahle computer me miracle crack 2.58 ye tool download karlo mere article ke last me aapko iska link mil jayega aur iska driver bhi aapko download kar lena hai. Download kar lena ke bad aapko miracle box crack ko install kar lena hai install karne se pahle anti virus disable kar dena hai uske bad hi zip file ko extract karna hai.miracle crack loader ko double click karke open kare fir MTK ko selct karna hai mtk me vajane ke bad service pe click kare uske bad format pe ok kare thoda niche ayege to safe mode dhikhega usko untick kare fie auto ko tick kare fir 4 no. boot select kar dena hai ye auto selact ho jata hai mobile conet hote hi uske bad aapko start ko ok karde fir mobile ko swith of kare battry ko nikal ke vapas isert kare mobile usb data cabel lagaye miracle tool me turant pakad lega aur kuch minat ke bad mobile format hojayega fir usb cable ko nikal de aur phone baterry nikal ke vapas dalde fir on kare mobile ko apka phone ka passord lock hat jayega.

miracle crack 2.58

mtk driver


How To Remove Lock Watch This Video:
Itel it5231 Password Lock Remove Without Box Miracle Crak Reviewed by Haroo on July 03, 2018 Rating: 5
All Rights Reserved by Intall Firmware - All Mobile Firmware Files © 2016 - 2017
Designed by JOJOThemes

l

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.